Mohabat hona na hona ye alag bat hai, Par teri chaahat ne hame apne dil se mila diya..!

Rat bhar jagte rhe ham, tere tasabur k sath, Aisi dil lagi ki dil ne hamare sath.

Rat bhar maikhane sharab pita rha, Pta chala tumhari ankhon se nasheela ye jaam v nhi..!

Kya batayain ab kaid-e-ishaq main koi rihayi nhi hai, Khali khali se is dil ki kahin sunvayi nhi hai.

Main manjil ki talash main jab teri aur rehne chala, Pta chala ki tumhare shehar main bhi jane pehchane ajnabi ho jaya krte hain..!

Tumhari berukhi main v hme pyar njar aa jata hai,  Ye muhabat tumhari har hal main humpe bhari padhti hai..!

Rat bhar ham jaga karte hain isi alam-ey-tanhayi main, Yehi soch kar ke kabhi tumahri hajure saltnat hamari sunvayi jrur hogi..!

Suna tha hamne ye ishq aag ka darya hai, Lakin jab ismain doobne lage to tairne ka bhi man na kiya..!

Aj fir se wohi uski awaaj ko sun lia maine, jisko sun lun to meri dhadkane bhar jaya krti hain..!

Bri bekarari rehti hai is dil main, Ho na ho ye teri aankhon ki hi shararat rehti hai..!

Hal-ey-dil aj fir unko sunaya, Farmane ishak ab jo v ho hme manjoor hoga..!

Thanks For Watching. 

For more updates visiit our website.